Monday, April 13, 2020

Pehla Roza Kab Hai 2020 Pakistan Ramzan Ka Pehla Roza Kab Hoga Calendar, Timings, Date, Sehri, Iftari

First Ramadan Date 2020 In Pakistan  Pakistan Mein Pehla Roza Kab Hai

ramadan 2020 date pakistan
Ramadan Mubarak 2020 Pakistan Date Month

PAKISTAN RAMADAN TIMINGS (SEHRI & IFTAR)




Pakistan Ramadan Time consists Ramadan Calendar and Timetable 2020 for all cities of Pakistan including Lahore, Karachi, Islamabad, Rawalpindi, Faisalabad, Gujranwala, Peshawar, Multan, Hafizabad, Arifwala, Shorkot, Wazirabad, Gakkhar, Hyderabad, Gujrat, Sargodha, Swat, Nowshera, Toba Tek Singh, Taxila, Gwadar, Mianwali, Mandi Bahauddin,  Chakwal, Sialkot, Chiniot, Sahiwal, Attock, Kotli, Dera Ghazi Khan, Sukkur, Quetta, Mardan, Jhelum, Kharian, Daska, Naran, Kaghan, Nathiagali, Gilgit, Dadu, Ghotki, Bannu, Bhimber, Burewala, Abbottabad, Rahim Yar Khan, Sheikhupura, Kasur, Bahawalpur, Khushab, Sambrial, Haroonabad Vehari, Pakpattan, Nankana Sahib, Gojra, Muridke, Sadiqabad, Kamalia, Kot Addu, Ahmedpur, Bhalwal, Bhakkar Dera Ismail Khan, Chishtian, Samundri, Bahawalnagar, Khanpur, Kabirwala, Lodhran, Haripur, Kohat, Jaranwala, Jhang, Okara, Larkana, Layyah, Khanewal, Hasilpur, Chunian, Narowal, Murree, Sanghar, Ferozepur, Muzaffargarh, Matiari, Mansehra, Mailsi, Loralai, Swabi, Talagang, Wah, Thattha, Sibbi, Umerkot, Tharparkar, Jamshoro,  and other cities. Ramadan Sehri Time and Iftar Time includes for date 13 April, 2020 of Karachi Sehri Time 04:52 am and Iftar Time 06:54 pm, Lahore Sehri Time 04:11 am and Iftar Time 06:31 pm, Islamabad Sehri Time 04:11 am and Iftar Time 06:38 pm. Fasting schedule as 30 Days Ramadan Calendar can be viewed here.

Pehla Roza Kis Tarikh Ko Hai 2020 Islamic Calendar 2020 Ramadan Pakistan

pakistan mein pehla roza kab hoga
1st Ramadan 2020 in Pakistan Calendar
Pakistan mein pehla roza 24 April, 2020 Friday ko mumkin hai umeed hai yani Jummay walay din April ki 24 Tarikh ko 1st ramzan hoga jisay yakam ramzan bhi kehte hain. Inn'shaa'Allah. Umeed hai is dafa bhi Ramzan ki tayariyan urooj par hongi aur innsha'Allah Coronavirus k doran bhi sab Musalman rozay rakhenge hum Allah Taala se dua karte hain kay Ramzan 2020 mein hamein Namaz e Taraweeh parhne ka aur saray rozay rakhne ki taufeeq ata farmaye. Aameen

Expected 1st Ramadan 2020 In Pakistan 2020 Mein Ramzan Kab Shuru Hoga?

Ramzan Ki aamad aamad hai lekin kya is bar ramzan wesa he guzre ga jesa k hum pichle kai saalon se guzartay aa rahe hain yaqeenan kafi logon k zehan mein ye sawal zaror aya hoga aur ana bhi chahiye kyon ki Mah e Ramzan Musalmano ka sab se babarkat mahina hai jis mein log barh charh kar ibadat karte Namaz parhne masajid mein jate hain rozay rakhte hain sadqa o khairat karte aur zakat dete nazar aate hain. Pakistan mein Sehr aur Iftar ki timings bhi jaldi he isi website par upload ki jayengi tab tak aap latest malomat k liye visit karte rahen. Shukriya

No comments:

Post a Comment